Hello dosto mobile ke IMEI Number ke bare me to sayed aap
sabhi jante hoge. IMEI Number mobile ka Unique Identification number hota hai. IMEI Number mobile ki ek asi ID hai jiski madad se mobile ki location ko track kiya ja sakta hai.
Ab maan lo ki aapka mobile chori ho gaya hai. asi sithati me aapko police me complaint kar apne phone ka IMEI block karna jaruri hai taki aapke phone ka wrong hand me jane par galat use na ho sake. Lekin aksar hota kaya hai ki 100% me se 90% log aise hai jinko apne mobile ka IMEI Number pata nahi hota. Agar aapke sath bhi aisa kuch hua hai our aap jiske karan paresan ho to don’t worry Android phone me aap apna IMEI number online dekh sakte hain.to chaliye jante hai ki kis parkar
hum apne khoye huye mobile ka IMEI number online parapet kar sakte hai.
Android Mobile ka IMEI Number Online Check Kaise Kare.
Dosto aap jab android mobile khrid te ho to aapko mobile ka Google play store
chalane ke liye ek google account banana padta hai. our uss time google aapke mobile ki kuch information aapke
database me save kar leta hai, aap apne google account ki madad se asani se
apne mobile ka IMEI number parapet kar sakte ho.
EmoticonEmoticon