Change Mobile IMEI Number

Phone ka IMEI Number  change kaise kare


Hello dosto aaj mai aap ke liye ek asi post likh rha hu jiski madad se aap asani se kisi bhi android mobile ka IMEI Number change kar sakte ho.parantu iss se phale aapko ye pata hona jaruri hai ki IMEI Number hota kaya hai? to chaliye ma sabse phale aap sabhi ko bata du ki IMEI Number  kaya? hota hai.
IMEI Number  hamre phone ka Identity Number hai.IMEI Number hamre phone ki vo ID hai jiski madad se  phone ki location ko track kiya ja sakta hai.jab kabhi bhi hamara mobile kho jata hai ya fir chori ho jata hai to IMEI Number hi ek vo id hai jiski madad se hame hamra mobile mil sakta hai.
Aab agar aap jaan chuke ho ki imei number kya hota hai. to chaliye jante hai ki hum apne mobile ka IMEI Number change kaise kar sakte hai
all mobile secret cods
adroid mobile ka imei numbe chang karna

Iske liye sabsse phale aap apne mobile ko root kare kyoki IMEI Number change karne ke liye aapke mobile ko root karna bhout jaruri hai. agr aap ko mobile root nahi karna aata to is post ko pade

     Agar aap apne phone ko root karne se phale ye janna chate ho ki android phone ko root karne ke kaya faide hi or kya nuksan to is post ko pade



    MOBILE KA IMEI NUMBER KAISE CHANGE KARE :-

      
     Step 1.   Sabse Pahle Xposed Framework App Yahan Se Download Karo
      Step 2.  Download Krne Ke Baad aOpen Kare, Ab Yaha Framework Par Click Karo, Aur Install/Update Par Click Karo
    android mobile chang imei number chang
    computer login password ko hack kaise kare

     Step 3.  Ab Reboot Permission allow karni hai uske baad ek or reboot permission Mangega reboot karne ke liyse , Grant Permission Par Click Karke OK Karen.


    android mobil imei number chang

     Step 4.  Ab aap ka mobile automatically reboot ho jaye ga.
     note.   Agar aap 5.0 se niche ka version use karte hai to ye app successfully installed ho jayega or agar aapka phone lollipop, marshmallow or nougat version installed hai to phone me xposed Installer app successfully installed nahi hoga.5.0 se upper version hai to ye app kaam nahi karega so aapko kuch extra karne ki jarurat padegi i mean aapko mobile recovery mode me jake zip file ko flashed karna hoga.
    ab agar aap ne puri trha se Xposed framework app apne phone me set kar liya hai to aap   IMEI Changer Pro app download karke apne phone me imei number chang kar sakte ho. to chaliye dekhte hai ki mobile ka imei number chang kaise karte hai
    Android mobile ka imei number chang kaise kare
    Step 1. Ab Yahan Se IMEI Changer Pro App Free Me Download Kare 

    Step 2.  Ab Fir Se Xposed Framework App Open Kare Aur Module Par Click Kare, Waha aapko Xposed IMEI Changer App Dikhega, Bs iss par  Tick Laga Kar Phone Ko Reboot Kar Den.
     Step3.   Phone Reboot Hone ke baad Xposed IMEI Changer Open Kare, Yahan Aapse Naya IMEI Number Dalne ko kaha jayega, Bs naya IMEI Number. dalkar Phone Ko Reboot kr den.
    anroid imei number change

    Ab Jab aap phone ON karenge, to *#06# Dial karke Check kariye, Aap apna IMEI No. Change Payenge.
    Note:-Dosto mai aapko btana chahunga ki IMEI number change karna ek illegal process hai. agar aap kisi educational purpose ke liye apna imei number change kar rhe ho to hi acha hai. please isska koi glat use mat karna.

    Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.

    1 comments so far

    avatar
    B

    bro agr set ka imei number change kr diya gaya ho agr kc ne new imei lagai ho kiya hum aus ko old imei se trace kr sakte hain rply


    EmoticonEmoticon

    :)
    :(
    hihi
    :-)
    :D
    =D
    :-d
    ;(
    ;-(
    @-)
    :o
    :>)
    (o)
    :p
    :-?
    (p)
    :-s
    8-)
    :-t
    :-b
    b-(
    (y)
    x-)
    (h)