mobile phone me key board, mouse and pendrive connect kasie karte hai.
c |
i |
hello dosto c.i.t. help in hindi me aap ka svaagat hai. dosto aaj mai aap sabhi ke liye ek asi post likh rha hu jiski madad se aap asani se apne mobile phone me keyboard, mouse and pendrive connect kar sakte ho. agar aap ke paas computer nahi hai or aap apni typing practice karna chahate ho to aap asani se apne mobile me computer ke key board ko attach karke apne mobile me apni typing ki practice kar sakte ho. agar aap ke mobile ka disk space kam hai or jiske karan aap apne mobile me apni important file, video, image ko save nahi rkha pate to aap apne mobile se pendrive attach karke apni file va video ko usme copy karke rhakh sakte ho ya fir pendrive se apne mobile me koi file ya video ko copy karna chahate ho to aap apne mobile se pendrive attch karke kar sakte ho. aap apne mobile me computer ke mouse ko bhi laga sakte ho to chaliye jaante hai ki apne mobile me keyboard, pendrive and mouse ka use kase karte hai.
computer&intrnet help in hindi |
mobile me keyboard , mouse va pendrive lagane ke liye sabse phale aap ko ek otg cable ki jarurat padti hai otg ka matlab hota hai "on to go" otg cable aap ko 50-100rs. me mill jayegi, yha cable ek side se aap ke mobile ke charging pin jaisa hoti hai hai va dusri side se computer ke usb poart ke jaise hoti hai. aap ko karna ye hai ki otg cable ki ek side ko apne mobile se laga dena hai va dusri side ko apne computer ke keyboard ya pendrive se attach kar dena hai. ab aap apne mobile me keyboard, pendrive va mouse ka aanad utha sakte ho. or to or otg cable ke davara aap apne mobile me usb fan, usb light, usb game cantroler, usb hard disk, DSLR camera etc. laga sakte ho.
.
3 comments
Very Good Information on this blog, please keep it up. nice blog Thnaks.
Warning!! SPAM has been detected!
EmoticonEmoticon