Android mobile duniya ka sabse popular mobile operating
system ban chukka hai. android mobile ko
successful banane me sabse bada yogdaan android apps ka hai. mobile play
store me hume bhout sare ase software mill jayege jo humare liye bhoute hi useful hote hai.
Android apps keval android smartphone me chalte hai. Agar aap ke pass koi
android mobile nahi hai to aap in sbhi apps ka use nahi kar sakte lekin
mai aap sabhi ke liye ye post likh rha hun jiski madad se ap asani se kisi bhi
android app ko apne computer me chala sakte ho. to chaliye jante hai ki kis
parkar hum kisi android app ko apne
computer me install kaise kare.
Dosto internet par
aise bahut saare software hai jinki madd
se hum apne computer par android app chala sakte hai.jinko android emulator
kahte hai.i’ mean ki internet par bhout sare android emulator mil jayege jinko
aap apne computer me install karke kisi bhi android app ko apne computer par chala sakte hai. To chaliye jante hai sabse popular android emulstor software ke bare main
Computer Me Android App Ko Chalane Ke Software’s
1.Bluestacks:
Jab bhi android emulator ka jikar aata hai to unme
Bluestacks ka name sabse phale aata hai.Bluestacks ek bhout hi popular software
hai. Bluestacks Software bilkul free me available hai. lekin iske free version me yeh
software kuch Sponsored app ko apne aap aapke system me install kar deta hai.
jinko aap uninstall bhi kar sakte ho. aap chaye to iske premium version ko bi install
kar sakte ho.
Ab agar aap Bluestacks software ke bare mein jaan chuke ho our
aap ise install karma chate ho to please niche diye gaye download par click
karo.
Ab agar aap ne bluestacks Software download kar liye hai to
chaliye jante hai ki iss software ko apne system me use kaise karte hai.
Step 1: Sabse
phale aap is software ko apne system me install kar lijiye our isko open
kijiye.
Step2 ; Ab aapke samne ek aisi window open hogi jisme aap ko search option diya jayega aap jis app ko bi aap install karma hai use search kare our uss app ke icon par click kare.
Step3: Ab aapke
saamne jo window open hogi usmen aapko
apne google account ko add karma hoga.
Step3: Fir aap ka account step hone ke baad ‘let’s Go’ Button par click Karen.
Step4: Fir apne app ko install karne ke liye install button par click kare
Step5: Ab
installation complete hone par aap apne app ko enjoy kar sakte hai.
Agar aap bluestacks Software ko download nahi karna chate to niche diye gaye software ko bhi download karke android app ko apne computer me chla sakte ho.
Genymotion.
Andyroid.
Windroye.
Agar aap bluestacks Software ko download nahi karna chate to niche diye gaye software ko bhi download karke android app ko apne computer me chla sakte ho.
Genymotion.
Andyroid.
Windroye.
Is parkar aap apne computer me kisi bhi android app ko chala sakte hain or whatsapp jasi applications ka maza le sakte ho.
EmoticonEmoticon