This Copy Of Window Is Not Genuine Massage ko Remove kaise kare.

This Copy Of Window Is Not Genuine Massage ko Remove karna

Hello every friend kaya Aap ke computer me bhi 'This copy of  window  is not  genuine' name ka massage aa gaya hai? to darne ki koi baat nahi hai me aaj aap ke liye ye ek post likh rha hun jiski madad se aap asani se 'This copy of Window is not Genuine' name ke is massage ko hata sakte hai. to chliye sabse phale ye jante hai ki ye massage  kyo aata hai? or kaya hai?


 Ye Error hamesha Us Window me aata hai jo window hamne Purchase nahi ki aur jiski product ki activate na ho ,Ek tarh se ham kah sakte hai ki jo window original na ho us window me ye error aata hai. ye our kuch nahi hai ye ek ase  updating software ke karan aata hai jo humare computer me product activate na hone par apne aap install ho jata hai jo hame window activate karne ki information deta hai. , Aur jab ye error aata hai to aapke laptop ya computer ki screen par koi wallpaper nahi rahta screen par black color rahta hai aur is error ka notifications hume hamre computer ki right side me niche kone me dikhai deta hai.
Ab agar aap jan chuke hai to chaliye point par aate hai I’mean jante hai ki 'This copy of window is not Genuine' massage ko kaise remove karte hai.

This Copy Of Windows Is Not Genuine Kaise Hataye


'This copy of windows is no Genuine massage' ko hatane ke bhout tarike ho skte hai lekin hum yanha par keval do tariko ke bare me chrcha karege.

Method 1

 Step1: Sabse phale aap apne computer ka control panel open kare vanha par program par click kar

 Step2: Ab aap programs and features par click kare.

 Step3: Ab vanha left side me aapko “view installed updates ke option par click karma hai.

 Step4: Ab aapko vhnha par KB976902 ke jesa ek program dikhai dega aap us par click karke uninstall kar dijiye.

 Step5: Ab aap apne computer ko restart kar dijiye or aapka error hat jayega.

Method 2:

 Step1: Sabse phale aap apne computer ka command prompt open karo. Ab search bar me “CMD” type karo.

 Step2: Ab aapke samne command prompt ka option ayega aap us par right click karke “run as administrator par click kare.

 Step3: Ab Command Prompt window me Aap  SLMGR -REARM ya SLMGR /REARM Type kare aur Enter key press kare .

 Step4:   Agar Aapki command Successfully apply dikha raha hai to aapko Computer restart karna Hai Aur Aapki window se vo error hat jayega.

Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.

3 comments

avatar
B

http://hindievarinfo.blogspot.com/
the Best Learn Blogging,Adsense,Mobile,Computer,Facebook,Whatsapp,Full SEO Guide,Internet And A To Z All In one Help,Tips And Triks Blog On http://hindievarinfo.blogspot.com/ Visit Now.


EmoticonEmoticon

:)
:(
hihi
:-)
:D
=D
:-d
;(
;-(
@-)
:o
:>)
(o)
:p
:-?
(p)
:-s
8-)
:-t
:-b
b-(
(y)
x-)
(h)