Dosto aapne pendrive ko use karte time dhekha hoga ki
usme kbhi kbhi ek shortcut vala virus aa jata hai. Jo aapki
file va folder ka shortcut bna deta ha. Or vo file open bhi nahi hoti ha. Yah
ek asa virus ha jo kisi normal antivirus
se bhi delete nahi hota. Parntu isme ghabrane ki koi bath nahi ha kayoki ma aaj
aapke liye ek asi tips lekar aaya hu jiske davara aap asani se is virus ko
delete kar sakte ho.
Is virus ko delite karne ke do tarike ha.
- Bina kisi software ke (command prompt) dwara.
- software ke dwara.
1. Bina kisi software ke
(command prompt) ke dwara sortcut virus ko delete karma:---
Step 1:Sbse phle aap command prompt (CMD) ko open karo iske liye
aap window key+R ko dabao fir run open hoga usme aap CMD type karo fir enter
par click karo
Step 2: Jab aapka CMD open ho jaye usme aapke c drive ka path hota
ha lekin usme aap ko aapne pendrive ka path dena ha iske liye aapko pendrive ke
name kea age jo latter ha jase “I” ya
“H” mana aapke pendrive kea age ka
letter “I” ha tab aap “I” likh dijiye




Step 3: Aab aap pendrive ke path me chale jayege aour aab
aapko vha par ;
attrib i:./d/s-h-r-s

Note:dhyan rahe ya par aapko “I”
ki jagah par aapne pandrive letter
likhna ha.
Attib likhne ke baad me Enter kar
dijiye.
Aab CMD process karne lagjataha is
processing me kuch time lagta ha. Or is parkar aapke pendrive ka sortcut viruse
delite ho jata ha.
2.Software ke dwara
Agar aap
software ke davara is vairus ko delete karma chate hai to aapko ek software
dawnlod karma padega jiska name “USBFix”
ha is software ko dawnlod karne ke liye niche diye gaye dawnlod par click karo
Aab aap
is software ko aapne computer me install kar lijiye


Software
ko install karne ke badd me aaap aapne pendrive ko aapne system me laga lijiye
Aab
aapko is software me ek clean name ka option milega aap us par click kar dijiye
Aab is
processing me aapko kuch time ka wait karma padega processing puri ho jane ke
baad aap dhekhe ge ki aapka sortcut varuse delete ho gaya ha
EmoticonEmoticon