Aap
sabi android phone to use karte hoge or aap sbhi apne phone ki screen ko lock
karne ke liye pattern lock ko use bhi karte hoge. parantu kai baar hota kaya ha
ki ham aapne pattern ko bhul jate ha. asi sithati me jab ham bar bar wrong pattern
use karte ha to hamara phone lock ho jata ha. or aab hamara phone ham se email
or password magne lagta ha. or ham dhekhate ha ki email or password lagane par
bhi hamra phone unlock nhi ho pata ha. asi sithati me ham niraas hokar kisi mobile
repairing shop par jate ha or vha par
hamse 100-200 rupees le liye jate ha
parntu aab asa karne ki koi jarurat nahi ha ma aaj aapke liye ye post lekar
aaya hu jise pad kar aap khud hi aapne android phone ko unlock kar sakte ho to
chaliye jante ha ki ham apne phone ke pattern
ko unclock kase karte ha.
1. Agar aapka phone pattern
lock ho jata ha to sabse phale aap apne phone ko switch off kare or aapne phone
ka sim card va memori card ko remove kar dijiye.
2. Or aab aap apne phone
ko restart karo jab aapka phone restart ho raha ho to aap “VOLUME UP KEY+POWER KEY+HOME KEY YA TOUCH
SIGN” dabakar rhakho
3. aab aapko aapne samne
ek android ka logo dhikhega or aab aap
power key ko dabaye . Fir aapke samne ek boot menu open hoga jisme aapko “VOLUME
DOWN KEY” ka use karke wipedata/factory
reset par jana hoga or fhir VOLUME UP KEY ko press karma ha.
4. Ab aapko yes delete all user data par jana ha
fhir aap VOLUM UP KEY ko press kar de aab aapka phone reset hona suru ho
jayega. Iske baad me aap fir se wipes boot menu me aa jayenge fir aap aapne
phone ko switch of kar dijiye or jab aab
aap apne phone ko on kar dijiye or dhekhiye ki aapka phone unlock ho gaya ha
Note: jab aap asa karte ha to aapke phone me save sara data delete ho jata ha
2 comments
Warning!! SPAM has been detected!
Warning!! SPAM has been detected!
EmoticonEmoticon