computer ki speed ko super fast kase kare:---
Aaj ki is computer ki duniya me har koi aapne computer ki speed ko fast karna chahata ha. computer ki speed slow hone par hame bhaut paresani hoti ha agar aap is paresani ko dhor karna chate ho to ma aaj aapke liye kuch asi tips lekar aaya hu jise pad kar aap asani se aapne computer ki speed ko bhada sakte ho.
Error files ko delete karke
computer me aapne aap kuch files kharab(erorr) ho jati ha jis ke karan computer ki speed slow ho jati in erorr files ko delete karke ham aapne computer ki speed me kafi sudhar kar sakte ha. aaye jante ha ki error file delete kase hoti ha
(1) Sabse
pahle window+R prees kare ab run ka dialog box open ho jayega aab usme aap tree
type kare or ok par click kare

Aab aapko ek black screen show hogi
Ab wapas run par click kare aur open main type kare prefetch
aur ok par click kare
Ok par click karane ke baad ek folder open hoga jisme bhout
saari error files hogi usse Ctrl+a se select all kare aur delete kare aur fir
use recycle bin main se bhi all select delete kare aab aapke computer se sabhi error file delete ho chuki ha
Disk ko clean karke:--
window+R prees kare ab run ka dialog box open ho jayega aab usme aap 'cleanmgr' type kare or ok par click kar de
Aab aapki disk cleanup honi start ho jayegi
Jase hi cleanup puri hoti ha ek dailog box open hoga usme sabhi options par mark laga de or ok par calick kar de
aab ek or dailog box open hoga jisme delete file far ok kar de
aab aapki disk clean ho gai ha.
Tempreri files ko delete karke
Hamare computer me kai tampreri files jama hoti ha jinki vaja se hamri ram ka space kame ho jata ha agar ham in fils ko delete kar de to ram ka space bad jata ha jis ke karn hamare computer ki speed bad jati ha aaye jante ha ki tampreri files ko delete kase karte ha.Sabse phale window+R prees kare ab run ka dialog box open ho jayega aab usme aap 'temp' type kare
aab ek window khulegi us me aap ctrl+A se sabi file ko slect kar le or delete kar de
Aab fir se run open kare or %temp% type kare or ok par click kar de
Aab ek new windo open hogi jisme aap ctrl+A se all sleact karke delete kar de
Recent files ko delete karke
window+R prees kare ab run ka dialog box open ho jayega aab usme aap recent type kar or ok par click kar deAab ek new window open hogi us me aap ctrl+A se all slect karke delete kaar de
Aab aap dekhiye ki aap ke computer ki speed phale se kai guna bhad chuki ha.
agar aap ko is post me koi paresani aati ha to please comment me.
2 comments
Ye sab karne se system ya laptop mein kuch dikhat to nhi aayegi I mean kuch important file ya folder to nhi udega aur isse kya udega ye bataye plz
Warning!! SPAM has been detected!
EmoticonEmoticon