Mobile chori hone par track kaise kare

Mobile chori hone par track kaise kare

Hello dosto kaya aap ka bhi mobile chori ho gaya hai ya fir kho gaya hai or aap paresan hai ki aap ka phone kaha hai kisne cori kiya hai kaise pata lagye  to paresani ki  koi baat nhi kyoki aaj mai aap sabi ke liye ek ashi post likh raha hu jiski madd se aap kisi bhi android pone ke chori hone ya fir kho jane par uska pata laga sakte ho yani ki aap apne mobile phone ko online track kar sakte ho. to chaliye jante hai ki apne mobile ke chori hone par ya kho jane par apne mobile ki location ko track kaise kare.

chori hone par mobile track kaise kare


Mobile ko track kare android device manager ke davara.

 Step1.   Android phone ko track karne ke liye sabse phale aap apne computer ya mobile ke browser me   niche diye gaye link ko open karo
Not :agar aap ke paas koi dusra android phone hai to aap usme android device manage app install karke bhi apne mobile ki location ka pata laga sakte ho.

Step2.  Ab aap apne email account ko dale not: ya par keval vo email  account dale jo ki aap ne apne android phone me login kiya tha
Ab jase hi aap apne email account se login  karte ho to aap ke samne aap ke mobile ki locatin show hogi
Note: Mobile ki location ka pta lagane ke liye aap ke mobile ka data connection or GPS on hona jaruri hai.
 Step3.  Ab agar aap ke mobile phone ka data conaction or GPS off  hai or location unavailable name se massage aa rhai hai to aap ko niche 3 opction diye jayege
1.ring 2. Lock  3. Erase

1. Ring
Agar aap ring option par click karte ho to aap ke mobile me alarm ring bajne lag jayega

2. Lock
 Lock option ke davara aap apne mobile me password lock laga sakte ho. ya fir apna password change kar sakte ho.

3.Eras
Eras option par click karke aap apone mobile ka sara data erase (delate) kar sakte ho

Note: upar diye gaye 3 mathod use karne ke liye aapke mobile ka data cancation on hona jaruri hai agar aap ke mobile ka data concation off hai or aap in option ka use karte ho to aap ke mobile me jase hi data conaction on hoga aapka kaam ho jayega

Note: Lock and Erase option ka use karne ke liye smartphone me Android Device Manager activate karna hoga. Activate karne ke liye Setting > Security > Device Administrator option me jaye. Yaha par android device manager ko activate kare. 
Ab agar aap ko koi bhi presani ho to aap niche comment box me type kare.
agar aap ko ye post  useful lage to please like  share jarur kar dijiye.

Searching tag: mobile chori hone par trak kaise kare, find my phone, track mobile location, Eras mobile online, mobile chori hone par lock kaise kare, email id se phone ki location track kaise kare, chori ho gaye mobile ko dhundhne ka sabse acha tarika.

Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.

1 comments so far

avatar
B

Thanks it will be helpful for me to track my phone after it got stolen or lost. Does the same trick will work for an Iphone or not?


EmoticonEmoticon