Adhaar card enabled payment syatem (AEPS) kaya hai

Adhaar card enabled payment systrm kaya hai



Bhart sarkar ne Bhart ko case less banane ke liye ek bhout achi yojna banai hai jiska name hai Aadhaar-enabled payment system (AEPS) yani ki ab aap bina kisi debit ya credit card ke  keval apne adhar card number  se paise ek account se dusre account me transfer kar sakte ho ya shoping ya mini atam se paise nikal sakte ho yani ki ab aapka adhar card hi aapka debit card credit card ban jayega ye yojna bhart ko case less banne me bhout jyada upyogi sabit hogi . iske liye ek mobile software banaya jayega. Our mobile me ek asa system banaya jayega jisme  finger print liya ja sake. Iske baad me ham keval apna 12digt ka adhar number insert karkr  apne finger print se hi soping kar sakte hai va ek account se dusre account me money transfer kar sakte hai. Adhaar card enabled payment systrm ke liye aap ko apna adhaar number apne bank account se joint karna padega. 

Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.


EmoticonEmoticon