How to Upload Blog Theme (Blog Template Upload kaise kare)



Blog website me template chang kasie kare:---

   Hello dosto c.i.t. help in hindi me aap ka svaagat hai. friends aaj ham blog website me template (them) upload karne ke bare me seekhe ge .dosto Blog Website banana ke baad me sabse first step hoti hai Blog Website ko Design karna. Or Blog Design me sabse first step hoti hai apne Blog me ek acha sa Template (Theme) upload karna.Blog ko banane me ham bhout mhanat karte hai  usme achi-achi post dalte ha ,uske baad bhi hamare blog par visitor nahi aate.Kyonki  ham usko sahi se design nahi kar pate. Website Design SEO ke liye bhout jaruri hai. Website design ka visitor par direct effect  padata hai. agar hamne blog me achi achi post likh rakhi hai or Design acha nahi hai to visitor ko aap ke Blog ko samajne me thodi paresani hogi jisse aap ka traffic kabi bhi nahi badh sakta. Blog Template ka effect humari Google Search par bhi padta hai. isi liye blog me SEO Friendly va Mobile Friendly template ka use karna chahiye. To chaliye jante hai ki hame kis  parkar ki template ka  use karna chahiye.
upload blog template

Blog ke liye template (them) kaisi honi chahiyen

Fast loading:-
                       Blog Website me hamesa Fast Loading vali Template ka use karna chahiye. Fast loding vali Template use karne se hamare Blog Website ki open hone ki speed badti hai. agar aap ki Template(theme) ki speed slow  hai to aap ka blog open hone me thoda time lega isi karan visitor aap ke Blog ko chod kar dusre Blog par chale jate hai. jis karan aap ke blog ka traffic down ho jata hai. isi liye simple Design vali Template ko use karna chahiye. Jayada colorful Design vali Template ka use karne se aap ke Blog ki Loding speed kam ho jati hai.

SEO Friendly :-
                          Google Search Engine ka Website index karne ka tarika badalta rhata hai. jab bhi hum internet se koi old Theme Download karte hai to search engine us Theme ko ache tarike se read nahi kar pata or hame Blog ki rank down ho jati hai isi liye hamesa SEO Friendly Template ka use karna chahiye. Aap Google par SEO Ready Template Name se search kar sakte ho aap ko bhout sari Website mil jayegi jo SEO Ready Theme provide karti hain.

Mobile Friendly:-
                             Aaj kal maximum log Mobile me Internet ka use karte hain. Isi liye Blog me asi Template ka use karna chahiye ki vo Mobile me bhi ache tarike so open ho sake. Agar aap ki Website mobile me ache tarike se open nahi hoti to aap ke Blog ka traffic kabhi bhi nahi bad sakta. Isi liye  only Mobile Friendly Template ka use karna chahiye.

Template Download Kasie Kare:-
                                                          Sabse phale Google Search me type karo SEO Friendly Template ab aap ke saamne bhout sari Website aa jayegi aap kisi me se Template Download kar sakte ho, yahan par mai kuch beast Blog Template provid karne vali Website ke link bata rha hun




Template ko Upload kasie kare:-
                                                       Ab itna kuch batane ke baad aap ne apne Blog ke liye Template Download to kar li hogi to chaliye ab jante hai ki Template ko Upload kasie karte hai. Template ko Upload karne ke liye sabse phale aap ne jo template file download ki hai vo file zip format me hoti hai isi liye aap ko us file ko unzip karna pade ga. unzip karne ke liye file par right click karo or extract file par click karo ab aap ki file ke name se ek folder ban jayega. ab aap ne apni file ko unzip kar liya hai to chaliye ab jante hai ki ise Blog me Upload kaise karte hai

 Step1.  SAb sabse phale apne Blog dashboard me login karo.

Step2.      Ab Theme  ya Template par click karo.

Step3.      Ab upar  Backup/Restore par click karo.


how to upload blog them

Step4.      Ab aap apne phale vali theme ko download karna chahate ho to Download par click karo agar aap ko apna phale vala Theme Download nahi karna to ise chod de.

Step5.       Ab choose file par click kare.

blog website design
Step6.      Ab apni Template vale folder ko open kare or vha par jis file ke age xml. Document likha hai use select kare or enter press kar de.

Step7.      Ab Upload par click karo aapki file upload ho jayegi.

Friends mane is post me blog Theme ke bare me ache tarike se batane ki kosis ki hai. agar aap ko ye post pasand aaye to please like and share jarur kar dena .agar aap ko kuch samanjh nahi aa rha or aap kuch puchna chahate ho to niche  comment box me puch sakte ho. Mai aasha karta hun ki Blog Template Download and Upload  karne ke bare me aap ache tarike se samanjh gaye hoge aage ane vali post ko padhne ke liye mere sath bane raho mai aap ki puri help karne ki kosis karun ga.

Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.

4 comments

avatar
B
This comment has been removed by the author.
avatar
B

I can set up my new idea from this post. It gives in depth information. Thanks for this valuable information for all,..
Ghana passport online

avatar
B

Hi bro thanks for this great article i really like this post and i love your blog you;---------------> Zong free internet 2019 new trick 10000% Working <---------------

----jazz free internet 2019----


---Blog Banne ta tariqa 2019--
<-----------------------------------------------------------------------------------------------------------
--Earn money easy daily 20$

--------------------------------------------------------------------------------------
get free recharge on all sims
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
--Earn free 100$ WITHOUT INVESTMENT click here

------------------------------------------------------------------------------------------------------
How to Protect your articls on blogger

--------------------------------------------------------------------------------------------------------
Free tv on all sims 2019 100%working new method

=============================================================================================================
Free do follow backlinks 110+ genrate YOUR WEBSITE

=============================================================================================================
Top 15BEST Google Adsense Alternatives

===============================================================
BEST TRICK INCRESS GOOGLE ADSENSE
-----------------------------------------------------------------------------------------
Top 15 Highest Paying Affiliate Programs Plaforms List
----------------
FREE WEBHOSTING LIFE TIME BEST HOSTING NO AD UNLIMITED FREE


EmoticonEmoticon