how to set blog header logo (blog me header image set kaise karte hai).


About Header Image

Hello dosto pichhli post me hamne seekha ki apni Blog Website me Template Kaise upload karte hai. Blog Website me Template upload karne ke bad me sabse phalli step hoti hai apni blog ke Header ko set karna. Header Image Blog ke liye bhout important hai. Header Imeage me koi acha sa logo laga kar ham apni Blog Website ko Ek professional look de sakte ha. Aaj me aap ko Header Image Set karne ke bare me batanu ga. Website ke Heard me aap apni Website ke name ka Logo create karke  daal sakte hai, ya fir aap apni Website ke liye Banner create karke bhi Header me add kar sakte ho. Header Image add karke aap apni Website ko ek acha look de  sakte ho. Header Image ko Set karna bhout jaruri hai kyoki yha hamari Website ki ek phachan hoti han. jyadatar new visitor to Header Image ke dawara hi hamari Website ko phachan te hai. Ab aap ye to jan chuke hoge ki Header Imeage kya hota hai to chaliye ab mai aap ko btata hun ki Header Imeage ko set kaise karte hai.

bloh header logo setting

1.Header Image ko Upload kaise kare

 Step1.   Header Imeage ko Blog me lagane ke liye Sabse phale www.blogger.com par login karo.

 Step2.    Ab layout par click karo

 Step3.    layout par click karne ke baad me Header  par click karke edit par click karo.
how to set header imagege in blog website

 Step4.     Edit par click karne ke baad me choose file par click karo or aap ko jo Imeage Header me set karni hai use select karo,


 Step5.  Ab instead of title and descrcription ko check karo or save par click kar do aap ka Headder Image aap ke blog ke Header me set ho chuka hai.

Ab apni Blog Website ko open karke dekho ki aap ka logo ache se set ho gaya hai ya nahi. agar ache se set nahi ho rha to aap apne Imeage ke size ko chota bada karke dekho. aap ka logo imeage set ho jayega

Agar aap ko ye post pasand aaye to please like and share jarur kar dena. agar aap ko koi paresani ho ya fir kuch puchna ho to niche comment karke puch sakte ho. computer internet ke bare me jayada jankari pane ke liye hamre facbook page va google plus page ko follow karo. 




Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.


EmoticonEmoticon

:)
:(
hihi
:-)
:D
=D
:-d
;(
;-(
@-)
:o
:>)
(o)
:p
:-?
(p)
:-s
8-)
:-t
:-b
b-(
(y)
x-)
(h)