How to create a password reset disk (password reset disk tayar kase kare)

Password reset disk kaise banaye.

password reset disk के लिए चित्र परिणाम
Kai baar hum apne computer ka password bhul jate ha jis karan use login karna bhout muskil hota hai. Asi sithati me hume hamare computer ko forment karna padta hai .lekin agar aap phale se hi apne computer ke liye password reset disk bana lete ho to apko apne computer ko forment nahi karna padta. To aye sabse phale jante hai ki password reset disk kaise tayar karte hai.




  • Password reset disk tayar karne ke liye aapko ek pendrive ki jarurat padti hai .

  • password reset disk tayar karne ke liye sabse phale pendrive ko apne computer me lagaye .
  • Iske baad me control panel ko open karo or user account ko select karo  user account me aapko create password reset disk ka option milega aap is par click kar dijiye.
  • Yha click karne par forgotten password wizard open hoga. aap isko flow karte jaye.
password reset disk के लिए चित्र परिणाम
  •  isme age jakar aapko ek jagha par  aapse cerrent user account password pucha jayega  isko dallkar next kijiye aapki password reset disk tayar ho jayegi.

 password reset disk के लिए चित्र परिणाम





Ab jab aap apne password ko bhul jaye to aapne jo password recet disk tayar ki ha us pendrive ko apne computer me lagaye password window me koi bhi glat password daliye ab turenat aapko password window ke niche recet password ka option dhikhai dega is par click kijiye or new password bana dijiye.
Agar is post me aapko koi bi problam  ha to please  comment jarur kare .

Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.


EmoticonEmoticon