Bloog website banane ke baad me kaya kare:---
Sabi blog banne
ke baad me paresan ho jate ha ki mera bloog google search me nahi aa raha, ma
aapne bloog par traffic kase bhadhau?, ma aapne blog ko design kase karu? ma
aab blog se pease kase kama sakta hu?ma aapne
blog se power by blogger kase hata sakata hu?
Isi liye ma aaj
aapke liye ye post lekar aaya hu jise pad kar aap apne blog samandi sabhi
parsaniyo ka hal kar sakte ho
Setup1.
Chang Design
Jab aap blog banate ho to ho to uska design simpal hota ha or visitor parbhavit ni hote isi liye sab se phale aapko apne blog ko desing karna hoga desing kase kare iske liye niche blog desing par click karo
.Blog desing
.Blog desing
Setup2.
Make mata tag
Aap apne blog ko google search me lane ke liye meta teg ka upyog jarur kare kyoki meta tag hi google ko batata ha ki blog me kaya ha taki koi jab google me search kare to aapki post bhi search me aa sake.
Setup3.
Create account in Google search console
Aap apne blog ko google search me lane ke liye google search console ko bhi upyog me le sakte ho is ke liye aapko google search console me ek apna accoun banana hoga fir aapko google search console ek cod dega je aapko aapne blog par lagana pade ga .
Setup4.
Share karna:--
Aap apne blog ka traffic bhadane ka ye ek sabse asan va badiya tarika ha aap aapne blog ko 'facebook', watsaap, google+ aadhi par share karke aapne blog ki traffic bhada sakte ho
EmoticonEmoticon