Pendrive Ko Bootable Kaise Banaye(How Create A Bootable Pendrive ).
Computer me oprating window install karna bahut aasan hai. bootable cd ke dhavara aap sabhi ne apne computer me window ko install kiya hoga. parantu bhout se computer va laptop ase bhi hote hai jin me CD ROM nahi hota ya fhir kharab hota hai. Ab ham window ko pendrive ke davara install kar sakte ha. parntu aise halat me har koi window ko install nahi kar sakta. kyoki iske liye hame pendrive ko boot karna padta hai. kisi bhi pendrive ko bootable banane ke liye bhout se tarike hai parantu aaj ham kuch aasan se tariko ko is post ke jariye sikhe ge jo aapke liye bhout aasan hai.
Solution;-1.
Iske liye sabse phale hame ek WinToBootic name ke software ko download karna padega softweare ek zip file ke rup me hai jisko download karne ke baad unzip kar lijiye
Ab aap ne is softweare ko open to kar liya hoga to chaliye jante hai ki ye softweare kaam kaise karta hai.
Step1:--
.Sbse phale aapko photo me dhikhaye anussar is software ki home screen dhikhai degi. Isme aap ko two option milege 1.Plug in USB Flash/Hard Disk aur 2.Drop Source or Click
Step2:--
Ab aap apne system me Pendrive lagaye Yaha par apna Pendrive dekh sakte hai,
Quick Format me mark ka nisan lagaye,
![]() |
Add caption |
Step 3 :----
Ab Drop Source or Click par click karke apne computer me padi Windows-XP, Windows-7 ya Windows-8 ki IOS file ko selest kijiye. Ab kuch is traha dikhai dega.
Ab Do it par click kare,
Step 4 :----
Ab aapki pendrive format hone lagegi aur usme windows copy hone lagega jaise ki niche photo me diya hai,
Solution2:--
Yeh tarika bahut hi aasan hai
Sabse pahle Aap niche diye gaye Download par click karke Rufus name ke software ko download karo.
Stap 2 :----
Download hone ke baad ise open kare.
1. Yaha apna Pendrive Select kare,
2. Yaha IOS Image Select kare,
3. Yaha se apne Computer me save ki huiWindow file open kare,
4. Phir Start par click kare,
Ab kuch time tak wait kare jb pura Prosess ho haye to close kar de,
Ab aapka Bootable Pendrive taiyar hai Windows install karne ke liye
thank you,
10 comments
thank you sachin for reading my blog
Thanks bhai,but yhe trika kb krna hota ,i mean jb cd room window ho tb yhe wse he kr skty ham ,
Es se window dalti to nahi h
bhai windows 8 ki iso file kaha se download kare ??
Bhi window 8 ki iso file aap is link pAr click karke download kar sakte hohttps://www.microsoft.com/en-in/software-download/windows8ISO
Warning!! SPAM has been detected!
Warning!! SPAM has been detected!
Bhai koi aur software hai
EmoticonEmoticon