Password reset disk kaise banaye.
Kai baar hum apne computer ka password bhul jate ha jis
karan use login karna bhout muskil hota hai. Asi sithati me hume hamare
computer ko forment karna padta hai .lekin agar aap phale se hi apne computer
ke liye password reset disk bana lete ho to apko apne computer ko forment nahi
karna padta. To aye sabse phale jante hai ki password reset disk kaise tayar
karte hai.
- Password reset disk tayar karne ke liye aapko ek pendrive ki jarurat padti hai .
- password reset disk tayar karne ke liye sabse phale pendrive ko apne computer me lagaye .
- Iske baad me control panel ko open karo or user account ko select karo user account me aapko create password reset disk ka option milega aap is par click kar dijiye.
- Yha click karne par forgotten password wizard open hoga. aap isko flow karte jaye.

- isme age jakar aapko ek jagha par aapse cerrent user account password pucha jayega isko dallkar next kijiye aapki password reset disk tayar ho jayegi.

Ab jab aap apne password ko bhul jaye to aapne jo password
recet disk tayar ki ha us pendrive ko apne computer me lagaye password window
me koi bhi glat password daliye ab turenat aapko password window ke niche recet
password ka option dhikhai dega is par click kijiye or new password bana dijiye.
Agar is post me aapko koi bi problam ha to please comment jarur kare .
EmoticonEmoticon