Aap sbhi android phone use karte hoge or aapne kabhi na kabhi android phone ko root karne ke bare me bhi jarur suna hoga. Android phone me root kaya hota hai, iske kaya faide hai or kaya nuksan hai iske bare me phale hi ek post likh chukka hu. agr aap iske bare me nahi jante to please apne phone ko root karne se phale niche click karke iski puri jankari le lijiye taki aap ache tarike se samaj sako ki android phone me root kaya hota hai?
For full detail of android phone rooting
Mobile phone root karne se pahle kya kare
1. Apna mobile phone kam se kam 70% tak
charge kar le.
2. Apne data ka backup store kar le
3.Setting me unknown source enable kar
le
Unknown source enable karne ke liye
Setting<security<unknown source
me jaye
Android
phone ko root kaise karte ha.
1.pc ke dawara
2. without pc.
To chaliye sabse phale hum
jante ki pc ke dawara kisi bhi android phone ko root kaise karte hai.
1.pc ke
dawara android phone ko root karna
1.Sabse phle aap apne
computer me king root software download kar lijiye king root software download
karne ke liye click karo
2. Jab aap is software ko
install karke apne computer me open karoge to
“not connected” likha ayega yni ki aap ka
mobile aap ke pc se connect nahi hai yani ki aapko apna mobile apne pc se
connect karna hai.
Mobile phone ko connect kare
se phale aap mobile ki setting me jaakar
USB Debugging ko on kar lijiye Usb debugging ka option aapko developer option me milega

Phone pc se connect hone ke
baad me aapko root karne ka option
milegab aap is par click kar dijiye or age ki satting padte hue flow kijiye.

Jase hin root ki prossing
khatam hogi wha par finish likha aa jayega aap us par click kar
dijiye aapka phone root ho jayega.
1. Android phone ko root karna without pc
Jin logo ke pass computer
nahi hota unke liye ye post bhout hi useful ha isme aapko computer ki jarurat
nahi padti. Isme aap apne hi mobile me software install karke apne phone ko
root kar sakte ho chaliye jante ha ki hum kis parkar bina kisi computer ke apne
android phone ko root kar sakte ha.
Step1: Sabse phle aap apne mobile me king root download kar
lijiye. Ise dawnalod karne ke liye niche download par click karo.
Step2: kingroot download hone ke baad me usko aap apne phone me install
kar lijiye.
Step3:kig root install hone ke baad me aap usko open
kijiye iske baad me aapko root ka option milega aap us par click kar
dijiye
Step4:Iske baad me aap ki rooting process start ho jayegi.
Our jab process 100% tak puri ho jayegi aap ka phone root ho jayega.
EmoticonEmoticon