Blog Se Power By Blogger Kase Hataye:---
Blogger ek free website ha jab hame blog banate ha to us blog ke footer me power by blogger likha aata ha. Har koyi aapne blog ko website ke rup me dekhna chahata ha lekin power by blogger blogger likha hone ke karan vo esa nahi kar pate. parntu aapko pata ha ki internet ke jamane me kuch bhi karna muskile nahi me aaj aapko power by bloger ko blog se mitane ke liye ek simpel si tips bataou ga jiske davara aap asani se power by blogger ko mita sakte ho.
1.Is ke liye aap sab se phale blogger ki Template par jaye fir Edit HTML ki button par click kare. ab aapke saamne aapke blog ka template editor me khul jayega.Jump to widget par click kare fir Attribution1 par click

Attribution1 par click karte hi Attribution ka code aapke saamne aa jayega

Code aisa hi hoga jaisa ki image me hai. usme aap dekhoge ki vha par locked=’true‘ likha hai uski jagha false likhde. or iske baad me tamplet ko save kar de
Layout me jaa kar Attribution ke widget ki edit link par click kare:---


Ab Remove ki button par click kare. Powered by Blogger aapke blog se ab hat chuka hai.
3 comments
Warning!! SPAM has been detected!
EmoticonEmoticon