Indian Mobile Operators Balance Transfer tips in Hindi

Transfer Balance from one mobile to another mobile :----

India me bahut se mobile users ye janna chahte hai ki mobile me Main balance kaise transfer kiya jata hai. Is liye ma aaj aapke liye ye post likh raha hu. is post ko padkar aap asani se ek mobile se dusare mobile par balance transfer kar sakte ho.

Image result for balance transfer in idea

Airtel Balance Transfer

Image result for balance transfer in idea


1.  *141#. Dial kare


2. Ab Share Talk Time select karna hai, Isye select karne ke liye apko 1 press karna hoga. 

3. Jitna balance apko transfer karna hai wo amount type kare,Phir mobile number type kare. 

4. Bas aapka balance transfer ho jayega


Aircel Balance Transfer


1. Apne Mobile me *122*666# dial kare. 

2. Ab menu option ayega, jaha pe aap sirf Rs 5 se Rs 100 tak balance transfer kar sakte hai.

Note:- Ek transaction par rs.2 charge lagega. ek din me ek mobile par hi balance transfer kar sakte ho. Aapka sime card 3month purana hona jaruri ha.



Vodafone  Balance Transfer 

Image result for vodafone

Agar apke pas vodafone sim hai or aap kisi vodafone user ke number pe balance transfer karnaa chahate hai toh *131*<Amount>*<Reciever’s Mobile Number># dial kare. Amount ke jagah pe jitna amount aap send karna chahte hai wo type kare. Reciever Mobile Number ki jagah apne friend ya jiske number pe aap balance transfer karna chahte hai uska vodafone number type kare. 

Not :--vodafone me aap keval rs.5 se rs.30 tak ka balance transfer kar sakte ho


Idea Mobile balance transfer;-- 


Image result for sim card logo
Idea mobile me balance transfer karne ke liye USSD code use karna hoga - *567*<Receiver’s Mobile Number>*<Amount>#
Reciever mobile number ki jagah uska number type kare jiske number pe aap balance transfer karna chahte hai. Amount ki jagah jitna amount transfer karna hai wo type kare. 

Aap SMS ke through bhi Idea me balance transfer kar sakte hai. Idea mobile me balance transfer karne ke liye apko GIVE MobileNumber Amount type karke 55567 pe SMS send karna hai. 


Note : Idea Users Rs. 5/- se Rs. 100/- tak balance transfer kar sakta hai. Ek din me sirf 3 times hi balance transfer or receive kiya jata hai. 


BSNL Balance Transfer :--

Image result for sim card logo
BSNL me balance transfer karne ke liye apko message box open karna hoga, phir create message me jakeGift<SPACE><Receiver’s Number><SPACE><Amount> type kare or 53733 or 53738 pe sms send karde. 

Not :- BSNL me aap keval rs.5 se rs.50 tak ka balance transfer kar sakte ho





Reliance Balance Transfer :-


Image result for sim card logo



1. Dial kare *312*3#, Ab jisko aap balance transfer karna chahte hai uska number type kare. 

2. Ab balance amount type kare. 

3. Phir PIN type kare. Default PIN 1 hota hai. Balance Transfer ho chuka hai. 




Tata Docomo Balance Transfer :--


Image result for sim card logo

Tata Docomo me balance transfer karne ke liye apko 54321 pe SMS karna hai BT<SPACE>Mobile Number<SPACE>Amount 

Example -  BT 9876543210 25 type karke 54321 pe sms send kare.




Telenor (uninor)  Balance  transfer :--


Image result for sim card logo


Idea, Vodafone ki tarah Uninir bhi USSD codes se main balance transfer karne ki features deti hai. Apko sirf apne mobile ke dial pad pe *202*<Mobile Number>*<Amount># type karna hai. 

Note: Rs. 5 se Rs. 50 tak balance transfer kar sakte hai. Ek bar main balance transfer karne me Rs. 2/- charges lagega.
 
Agar aapko ye post pasand aaye to shear jarur karna thank you.






Hello Dosto Mera Name Kuldeep Kaswan Hai. Is Blog Me Mai Computer, Internet, And Blogging se Related Jankari Share Karta Hun. Maine Apne Blog Me 100% Working va Helpful Tips Share Karta Hu, App Sabhi Support Karte Rhana Maine Is Blog Me Aise Hi Important Post Likhta Rahun Ga.


EmoticonEmoticon

:)
:(
hihi
:-)
:D
=D
:-d
;(
;-(
@-)
:o
:>)
(o)
:p
:-?
(p)
:-s
8-)
:-t
:-b
b-(
(y)
x-)
(h)