Google search console me account kaise banaye:--
Google search console me account bana kar ham asani se apne blog ko google search me la sakte ha search console blog ke liye jaruri setap ha
Google search cosole me account banane ke liye niche wemaster par click kare.webmasters
Sign in to Search Console par click kare fir apne Gmail ID se login kare
.
Google Search Console me Website/Blog ko kaise Add kare
Blog ko Add karne ke liye apne Blog ya website jo bhi hai uska Address dale fir Add Property ki button par click kare.
Apne Blogger me login karne ke baad aap Template ke section me jaa kar Template ko Edit kare.
Ab aap Apne Template me <head> code ko search kare. Tip: Ctrl+F daba kar kar sakte ho.
ab hame <head> ke niche apne Google Search Console ke code ko dale fir Template ko save karde. uske baad hame Apne Code ko Verify karna hai Console me.
Verify hone ke baad message aayega.
Ab aap sikh gaye hoge ki search console me aapna account kase banate ha
Agar fir bhi aapko koi paresani ati ha to muje comment karke puch sakte ho.
.
1 comments so far
Warning!! SPAM has been detected!
EmoticonEmoticon